------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Uske intezar ke | Hindi Shayari on Dil Heart | Romantic Short Hindi Shayari

Uske intezar ke maare hain hum
Bus uski yaadon ke sahaare hain hum
Duniya jeet kar kya karna hai ab
Jise duniya se jeeta tha,
Aaj usi se haare hain hum...

No comments:

Post a Comment