------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Pyar ki har | Pyar Mohabbat Shayari in Hindi | Two Line Mohabbat Shayari in Hindi

Pyar ki har rasam nibhai thi maine,
Tumhe paane ke liye har kashti dubai thi maine,
Tumne kadar na jaani meri wafaon ki,
Tumhari chahat mein har khushi lutai thi maine…


No comments:

Post a Comment